Ye Jo Teri Payalon Ki (Reprise) Lyrics – JalRaj

Ye Jo Teri Payalon Ki (Reprise)

Ye Jo Teri Payalon Ki (Reprise) by JalRaj is originally sang by Abhijeet, Sadhana Sargam and written by Anand Raj Anand.

JalRaj

JalRaj

Zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai
Lagta hai rab ne tujhko zameen pe
Mere liye utaara hai

Zulf se lekar jhanjhar tak tu
Jannat ka ek nazara hai
Lagta hai rab ne tujhko zameen pe
Mere liye utaara hai

Yehi to samajh nahi paaya hun main
Yehi to samajh nahi paaya hun main
Aisi bhi kya teri meri anban hai

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai
Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai

Main Hun deewana mujhe roka na kar
Main Hun deewana mujhe roka na kar
Teri meri yaari honi mumkin hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai

De denge teri khatir jaan bhi
Hum Yehi Kehte hain

De denge teri khatir jaan bhi
Hum yehi kehte hain
Nazrein tujh pe aur kadam bhi
Teri taraf mudte hain

Arey o deewani zara socha to kar
Arey o deewani zara socha to kar
Poori ye kahani honi mumkin hai

Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai

Chan chan sune jaaye
Haaye haaye kare jaaye
Payal hai teri ya uljhan hai

Ise samjhana zara mushkil hai
Ise samjhana zara mushkil hai
Der se manegi par mumkin hai
Yeh jo teri payalon ki chan chan hai
Aashikon ke dil ki yeh dhadkan hai

CREDITS:

Performed by : JalRaj

Original Credits 

Movie:- Masoom (1996)

Singer(s):- Abhijeet, Sadhana Sargam

Lyricist:- Anand Raj Anand

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...