Yakeen Hai Lyrics – Vasuda Sharma

Yakeen Hai - Vasuda

Yakeen Hai lyrics are written and sang by Vasuda Sharma.

Vasuda Sharma

Vasuda Sharma

Pal pal mein hai zindagani
Lamhon ki hai yeh kahani
Sab hai agar upar aasmaan
neeche zaameen hai

Aazmaati hai yeh kabhi
Dil dukhaati hi yeh kabhi
Karele si kadvi hai kabhi
kabhi namkeen hai

Zindagi haseen hai
Mujhe yakeen hai
Zindagi haseen hai
Mujhe yakeen hai

Roothe woh agar toh
Manaan mein
Bhikre woh tho
phir se sajaun mein
Iss khel ko khelne ke
Dono Shaukeen hai

Zindagi haseen hai
Mujhe yakeen hai (X7)

CREDITS:

Performed by : Vasuda Sharma

writter : Vasuda Sharma

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...