Main Ban Jaunga Tera Lyrics – JalRaj ft. Fiza Sharma

Main Ban Jaunga Tera

Main Ban Jaunga Tera song from album Ummeed is sang by Fiza and Jalaj Sharma. Main Ban Jaunga Tera lyrics is written by JalRaj.

JalRaj
JalRaj
Fiza Sharma
Fiza Sharma

Main hoon kisi ki yaad mein
Ya hoon kahin nahi
Main udd chuka hoon banke badal
Ya hoon main wahin

Main hoon kisi ki yaad mein
Ya hoon kahin nahi
Main udd chuka hoon banke badal
Ya hoon main wahin

Main badal hoon tu baarish hai
Main dhadkan hoon tu khwahish hai
Har pal ki iss tanhaai mein
Iss dil ki tu farmayish hai
Sun lo zara, sun bhi lo

Main ban jaunga tera
Tu ban ja na meri
Main anjaana hun tera
Tu anjaani meri

Main ban jaunga tera
Tu ban ja na meri
Main anjaana hun tera
Tu anjaani meri

Aadhi adhoori si
Baaton mein aksar main
Khone laga hoon aaj kal
Din hain ya raatein hain
Ab hosh mein na main
Bas tera chehra yaad hai

Aaj kal baatein main bhi teri karoon
Hai aadaton mein tu meri
Rehna tere sang bas ye socha karoon
Waada raha main hoon teri

Na parwah hai mujhe koi
Na mujhko hai koi shikva
Na kaboo hosh mein mere
Raha na dil mere bas ka

Jo hona hai ho jane do
Jazbaaton ki ye saazish hai
Har pal ki iss tanhaai mein
Iss dil ki tu farmayish hai
Sun lo zara, sun bhi lo

Main ban jaunga tera
Tu ban ja na meri
Main anjaana hun tera
Tu anjaani meri

Main ban jaunga tera
Tu ban ja na meri
Main anjaana hun tera
Tu anjaani meri

CREDITS:

Performed : fiza sharma, jalraj

Written : jalaj sharma, rajat sharma

Produced : JalRaj

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

Instagram:

You may also like...