Thank You Lyrics – Aitya Bhardwaj

Thank You - Aitya

Thank You  lyrics is written and sang by Aitya Bhardwaj

Aditya Bhardwaj
Aitya Bhardwaj

Zindgi mein kitni cheezen khushi khushi rehne ko
Par meri khushi tuj-hi pe tiki hui hai kyun?
Zindgi mein kitni baatein reh gayi thi kehne ko
Par meri baatein tujh-hi pe ruki hui hain kyun?


Nikal ne jhank-na hai bahar meri khidki se
Badla badla sa hai samaa
Ab kabhi padna ni inn saare chakkaron mein
Karni ni zindgi tabahh

Han khush rehna maine tujhse hi seekha hai
Aisa sikhaya tune maza bada aagaya
Jaise tu jee raha tha vaise hi to jeena hai
Ab mera kal mujhe or ni sata raha

Han khush rehna maine tujhse hi seekha hai
Aisa sikhaya tune maza bada aagaya
Jaise tu jee raha tha vaise hi to jeena hai
Ab mera kal mujhe or nahi khaa raha

Kaisi kahaniyaan faila raha hai tu
Isse pata ni tujhe kya hi milega
Ja ja ke sabko suna raha hai kyun?
Isse pata ni tujhe kya hi milega

Yehi bachpana tera jo kabhi acha lagta tha
Vohi kha raha hai mujhe hai aaj kal
Sabse sundar chehre sabse kaali raatein de-jaate hain
Ab aagayi hai mujhko akal

Ab meri zindagi mein cheezen kaafi kehne ko
Or sunne wale bhi bathere hain khade yahan
Kardenge kuch bhi ek ishare pe mere liye
Vo tere jaise ni uthate mera faydaa

Haan
Ab jo main aagayi hun bhaar mere sadme se
Badlungi poora ye jahaan
Haan
Aayegaa tu bhi ek din mere kadmon mein
Kar dungi tujhko main
Fanaaaa

Han khush rehna maine tujhse hi seekha hai
Aisa sikhaya tune maza bada aagaya
Jaise tu jee raha tha vaise hi to jeena tha
Ab mera kal mujhe or ni sata raha
Han khush rehna maine tujhse hi seekha hai
Aisa sikhaya tune maza bada aagaya
Jaise tu jee raha tha vaise hi to jeena tha
Ab mera kal mujhe or ni sata raha

CREDITS:

Performed by : Aditya Bhardwaj

writter : Aditya Bhardwaj

Music Producer(s) : Vedaant Verma, Kaushik Sarma, Aditya Bhardwaj

Mix and Master : Sujal

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...