by stringlyrics · Published · Updated
Tum Ho Meri Jaan lyrics is written and sang by Dhruv Kapoor.
Kaise kahu main tujhse yeh
Ki kaisa sochta hu main
Bolo na tum zara
Tum ho yahaan mere paas
Meri kahaani ki khaas
Bolu kya main zara
Aankhon mein meri aankhein daal
Bayaan na kare jo lafz ye khaas
Ishaaron mein main karu woh baat
Tujhse, tujhse
Ki tum ho meri jaan
Bolta samaan hai yeh har dafa
Ki tum ho meri jaan
Dil ki taare judi hai, kar na khafa
Aur tum se hai jahaan
Tu na ho to yeh aakhri dastaan hai
Tum ho meri jaan
Tu na ho to mein kahaan?
Kaise kahu main tujhse yeh
Hazaaron yeh baate jo hai
Bolo na tum zara
Tum ho yahaan mere paas
Doori hai par, alag hai baat
Bolu kya mein zara
Dara sehma sa rehta hu main
Likh kar jo kehna kehta hu main
Tu sunti hai kya
Bata to yeh zara, zara
Ki tum ho meri jaan
Bolta samaan hai yeh har dafa
Ki tum ho meri jaan
Dil ki taare judi hai, kar na khafa
Aur tum se hai jahaan
Tu na ho to yeh aakhri dastaan hai
Aur tum ho meri jaan
Tu na ho to mein kahaan?
Performed by : Dhruv Kapoor
writter : Dhruv Kapoor
YOUTUBE.
INSTAGRAM:
by stringlyrics · Published September 20, 2020 · Last modified August 5, 2021
by stringlyrics · Published August 22, 2023 · Last modified August 23, 2023
by stringlyrics · Published July 1, 2020 · Last modified August 5, 2021