Tara Lyrics – Deepak Rathore Project

Tara - Deepak Rathore Project

Tara song is written and sang by Deepak Rathore.

Deepak Rathore

Deepak Rathore

Ek tara dheke asman se
Jab bhi mai rhoota jahaan se
Wo puche kya koi hai yaha pe
Jisko tu dhundey har jagha pe

Chup sa hokar tutta chala
Lekar aya mere yaar ka pata
Wo asman se aya muge bataney
Ki tute dil,toh hi toh tute hai tarey.

Jiya ghabraye usse roz bulaye.
Phir bhi wo pass na ayee
Dill ki haye bhi usko maney
Phir bhi wo rootha jaye.
Todey hai humney sare rishtey tere hi ban paye
Bhul chuke hum duniya ko tu humko bhula jaye

Hoo oo hoo, hoooaah ooh, hooo oooh,hoho

Hum tuteah bikhrey us jagah pey,
Teri ahaat mumkin thi jaha pe
Tu choo ley mujhko is tarha se,
Befikrey ho jayeah is jahan se

Chup sa hokar tutta chala
Lekar aya mere yaar ka pata
Wo asman se aya muge bataney
Ki tute dil,toh hi toh tute hai tarey.

Piya ji harey dil ko vaarey
Ban gaye tarey hum
Piya ji harey dil ko vaarey
Ban gaye tarey hum
Piya ji harey dil ko vaarey
Ban gaye tarey hum

Jiya ghabraye usse roz bulaye
Phir bhi wo pass na ayee
Dill ki haye bhi usko maney,
Phir bhi wo rootha jaye
Todey hai humney sare rishtey tere hi ban paye
Bhul chuke hum duniya ko tu humko bhula jaye

Jiya ghabraye usse roz bulaye
Phir bhi wo pass na ayee
Dill ki haye bhi usko maney,
Phir bhi wo rootha jaye
Todey hai humney sare rishtey tere hi ban paye
Bhul chuke hum duniya ko tu humko bhula jaye

CREDITS:

Performed by : Deepak Rathore Project

writter : Deepak Rathore

source : Deepak rathore Project

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...