Sanware Lyrics – Priyansh Srivastava, Garvit Soni

Sanware

Sanware lyrics is written by Priyansh Srivastava and Saurabh Jain.

Priyansh Srivastava
Priyansh Srivastava
Garvit Soni
Garvit Soni

Dhunda tujhko har jagah
Par tu mila nahi
Jaane hai tu kahan chhipa
Mujhko pata nahi

Manzilon ke paas hun
Par faasle kayi
Main akela lad sakun
Par hai teri kami

Sanware…sanware
Sanware…sanware

Koshishein bhi roothi mujhse
Ye raasta hua khafa
Mai na samajh pau
Hui kya khata

Ab manzile bhi bole mujhse
Ki yahi rukja
Par honsla kehta yahi
Kon hai yahan

Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware

Main tod du tera bharam
Hai mujhe teri kasam
Milna hoga manzil ko
Ab na mai ruku kahin
Na mai thehru kahin
Chal thaam mere hath ko
Hoga sawera tabhi

Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware…sanware

Soona sa rasta tha phir
Mujhko dikhi ek dor
Le gayi wo aandhiyon se
Phir mila ek mor

Sanware…sanware
Sanware…sanware
Sanware

CREDITS:

Performed : garvit soni, priyansh srivastava

Written : Priyansh Srivastava and Saurabh Jain

Produced : Garvit Soni

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

Instagram:

You may also like...