Jugnoo Lyrics – Ashwin Adwani

Jugnoo - Ashwin

Jugnoo lyrics is written and sang by Ashwin Adwani.

Ashwin Adwani

Sambhal ke chale the hum kinaro pe
Sambhal na nahi kehti thi nigaho se
Mushkil se main lehro se chupa hun kahi
Par iss ka jaha lehro main chupa hain kahi

Nayi kitabo ki khooshbuon
kitarha tu mujhko behkade
Teri waja sehi to sikha hun jeena
Teri tarah bann na chahu main

Udd chali ho jugnoo ki tarha
Bann ke raho main roshni ki wajah
Udd chali ho jugnoo ki tarha
Chooke aaasma badalo ki duniya

Iss shor se ghar tera kahi door hain
Jaha ho basera tera wahi noor hain
Kahani teri likhi hain aasmano pe
Tere sang chal du tere jahano main

Uddi patang jaisi
Holi ke raang jaisi
Khushiya hain tere angan main
Teri wajah se to khudko jaana
Teri tarah bann na chahu main

Udd chali ho jugnoo ki tarha
Bann ke raho main roshni ki wajah
Udd chali ho jugnoo ki tarha
Chooke aaasma badalo ki duniya

CREDITS:

Performed by : Ashwin Adwani

writter : Ashwin Adwani

music producer : Ashwin Adwani

Source : Sony Music/ Big Bang Records Pvt. Ltd.

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...