Jeetenge Hum Lyrics – Dhvani Bhanushali

Jeetenge Hum - Dhvani

Jeetenge Hum is sung by Dhvani Bhanushali. Jeetenge Hum lyrics is written by Manoj Muntashir.

Dhvani Bhanushali

Jab andhere mein hamne
Umeed ki lau jalana seekha hai
Raftar se aage badhkar
Apno ko jitana seekha hai
To ab thamm kar bhi ek dusre ke sang
Har jung jeetenge hum

Bade badon ne zor lagaya
Zor lagaya sara

Hum uss desh ke vaasi hain
Jo desh kabhi na hara
Bade badon ne zor lagaya
Zor lagaya sara
Hum uss desh ke vaasi hain
Jo desh kabhi na hara

Haan bol meri awaz mein tu
Awaz mila ke yara Haan bol meri awaz mein tu
Awaz mila ke yara

Saare jahan se acha
Hindustan humara
Saare jahan se acha
Hindustan humara

Suraj pheeka pad jaaye
Chamke jo tera lishkara
Bhaarat ki har beti hai
Bhaarat ki aakhon ka tara

Suraj pheeka pad jaaye
Chamke jo tera lishkara
Bhaarat ki har beti hai
Bhaarat ki aakhon ka tara

Jis maati ne janma tumhe
Uss maati ka jai kara
Jis maati ne janma tumhe
Uss maati ka jai kara

Saare jahan se acha
Hindustan humara
Saare jahan se acha
Hindustan humara

CREDITS:

Singer: Dhvani Bhanushali

Composer: Lijo George- DJ Chetas

Lyrics: Manoj Muntashir

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...