Aasmaan Jaley Lyrics – Abhay Jodhpurkar

Aasmaan Jaley

Aasmaan Jaley  lyrics is written by Shayra Apoorva and sang by Abhay Jadhpurkar.

Abhay Jodhpurkar

Abhay Jodhpurkar

Karta har baat mein
Dil teri baat hai
Kaise ye baatein
Tumko batayein

Itni si baat hai
Ki tere saamne
Kehni jo baatein
Keh bhi na paayein

Dhoonda maine,
Naa mila hai koi jo, teri tarah saa ho
Pal wo hain pheeke, bewajah beetei
Jinme saath tera naa ho

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Laaya kahan se sitaare ye

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Paaya ye chaand kahan se re

Maine bola poore aasmaan se
Ki ankhein teri
Hain do sitaare
Chehra ye chaand hai

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Paaya ye chaand kahan se re

Lakeerein mere haath ki chura lunga
Wo laa ke tere haath mein thama dunga
Jo bhi hai tere naam pe likha dunga
O jaaniya re

Mai baadalon se oas bhi manga dunga
Wo laa ke teri baaliyaan saja dunga
Haan yun hi saari zindagi bita lunga
O jaaniya re

Dhoonda maine,
Naa mila hai koi jo, teri tarah saa ho
Pal wo hain pheeke, bewajah beetei
Jinme saath tera naa ho

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Laaya kahan se sitaare ye

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Paaya ye chaand kahan se re

Maine bola poore aasmaan se
Ki ankhein teri
Hain do sitaare
Chehra ye chaand hai

Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Laaya kahan se sitaare ye


Aasmaan jale
Kyun ye khamkha jale
Bole
Paaya ye chaand kahan se re

CREDITS:

Performed by : Abhay Jodhpurkar

writter : Shayra Apoorva

Composer – Abhijeet Srivastava

IMAGE SOURCE: 

YOUTUBE.

INSTAGRAM:

You may also like...